HomeLive BroadcastAudio VideoBooksGalleryLyrics
Members Login | Not yet a member? Sign Up Now! It's Free!
Arabic
Hamd
Qaseeda
Salaam
Mawlid
Urdu
Naat Shareef
Salam
Qawwali Shareef
Hamd & Munajaat
Qaseeda
Ghazal
Mankabats
English
English Praise Songs
Tamil
இறைத் துதி
நாயகம் துதி
உர்து - தமிழ் புகழ்பா
ஸஹாபாக்கள்
இறை நேசர்கள்
புனித நாள்கள்
Punjabi
Naat Shareef
Bhardho Jholi Meri Ya Muhammadh

Shahe Madina Suno Ilthija Khudha Ke Liye
Karam Ho Mujhpe Habeebe Khudha Khudha Ke Liye
Huzoor Ghunchaye Ummeedhg Aab Tho
Khil Jiye Tumhare Dhar Ka Gadha Hoon
Tho Bheek Miljaye

Bhardhojholi Bhardhojholi Meri Ya Muhammadh
Lautkar Mai Na Jaoonga Khali (3)
Bhardhojholi (3) Hum Sab Ki Bhardhojholi
Bhardhojholi Muhammadh Bhardhojholi Aataj Bhardhojholi (3)
Tumhare Aasthanea Se Zamane Kya Nahi Patha (2)
Koi Bhi Idhar Se Khali Mangne Wala Nahi Jatha

Bhardhojholi Meri Sarkare Medina Bhardhojhol
Meri Jaajdhare Medina Bhardhojholi

Tom Zamane Ki Mukhtar Ho Ya Nabi
Bekason Ke Madhadhgar Ho Ya Nabi
Sab Ke Sunthe Ho Apne Ho Ya Gair Ho (2)
Tum Gareebo Ke Ghumkar Ho Ya Nabi

Bhardhojholi …………. Medina Bhardhojholi

Hum Hai Ranjden Museebath Ke Maare Hua
Sakth Mushkil Mein Hai Ghum Se Haare Hua
Ya Nabi Kuch Khudhara Hamein Bheek Dho (2)
Dhar Pe Aaye Hai Jholi Pasare Hue

Bhardhojholi …………. Medina Bhardhojholi

Hai Mukhalif Meri Ya Muhammadh (2)
Lautkar Main Na Jappnga Khali (2)

Kuch Navso Ka Sathka Atha Ho (2)
Dhar Po Aaya Hoon Bankar Savali
Hak Se Payee Wo Shane Kareemi
Marhaba Dhono Alam Ke Vaalee

Uske Kismath Ka Chamka Sitaara (2) Jispe Nazarein Karam Tumne Daali

Zindagi Baksh Dhi Bandhagi Ko - Aabaroo Dhi Ne Hak Ki Balhali
Wo Muhammadh Ka Pyara Navasa (2) - Jisne Sajdhe Mein Gardhan Katali

Zindagi Baksh Dhe Bandhagi Ko
Aabaroo Dhe Ne Hak Ki Bachali
Jo Ibne Murthaza Ne Kiya Kaam Khoob Hai
Khurban Ye Hussain Ka Anjaam Khub Hai
Khurban Hoke Fathima Zehera Ke Chain Ne
Dheene Khudha Ki Shaan Badai Husain Ne
Bakshi Hai Jisne Mazhabe Islam Ku Hayath
Kitni Azeem Hazarathe Shabeer Ki Hai Zath (2)

Madhane Kar Bala Mein Shahe Khushkhisal Ne (3)
Sajdhe Mein Sarkatake Muhammadh Ke Lal Ne (3)
So Zindagi Baksh Dhe Bandagi Ko
Aabaroo Dhe Ne Hak Ki Bachali
Wo Muhammadh Ka Pyara Nawasa
Jisne Sajdhe Mein Gardhan Katali
Hashre Mein Unko Dhekhenge Jisdham
Ummathi Ye Kahenge Khushi Se
Aa Rahe Hai Wo Dheko Muhammadh (2)
Jinke Kandhe Pe Kamli Hai Khali

Maheshar Ke Roz Peshe Khudha Honge Jisgadi
Hogi Gunahgaron Mein Is Dharja Be Kali
Ek Doosre Sab Ye Kahenge Ummathi (2)
Ek Doosre Se Sab Ye Kahenge Khushi Khushi
Aa Rahe Hai Wo Dheko Muhammadh (3)

Sare Maheshar Guna Garo Se Purusish Jis Ghadi Kogi
Yakeenan Har Bashar Ko Apni Badsheesh
Ki Padi Hogi Sabhi Ko Aas Us Dham
Kamli Valle Se Lagi Hogi Ke Aise Mein
Muhammadh Ki Savari Aa Rahi Hogi
Pukarega Zamana Us Ghadi Dhuk Dhardh Ke Maro
Na Lghabrao Gunehgaro (2)

Saccha Ye Waqiah Hai Azane Bilaal Ka
Ek Din Rasoole Pak Se Logo Ne Yoo Kaha
Ya Mustafa Azan Galath Dhethe Hai Billal
Kahiye Huzooe Aapka Isma Hai Kya Khayal
Farmaya Mustafa Ne Ye Sagh Hai Tho Dhekiye
Waqthe Sahar Ki Aaj Azan Aur Koi Dhe

Hazrath Bilal Ne Jo Azane Sahar Na Dhi (3)
Khudharath Khudha Ki Dhekho Na Musthzaq Sahar Hui (3)

Hazrath Bilal Ne Jo Azane Sahar Na Dhi (3)
Khudharath Khudha Ki Dhekho Na Musthzaq Sahar Hui
Aye Nabi Ke Paas Phir Ashabe Basafa
Ki Arz Mustafa Se Kiya Shahe Anbia
Hai Kya Sabab Sahar Na Hui Aaj Mustafa
Gibrael Laye Aise Mein Pygane Kibria
Pehle Tho Mustafa Ko Adab Se Kiya Salam
Ba- Adassalam Unko Khudha Ka Diya Payaam (2)
Yu Giraeel Ne Kaha Khairul Anaam Se (3)
Ke Ahah Ko Hai Pyar Tumhare Ghulam Se (3)

Yu Gibraeel Ne Kaha Khairul Ana, Se
Ke Aham Ku Hai Pyar Tumhare Ghulam Se
Farmaraha Hai Aapse Yoh Rabee Zul Jalaal (3)
Ke Hogi Na Subah Dhenge Na Jab Thak Azan Bilal (3)

Ashki Mustafa Ki Azan Mein
Allah Allah Kitna Asar Tha
Harsh Waale Bhi Sunthe The Jisko (2)
Ha Kya Azan Dhi Azane Bilali
Jeethi Jee Ho Bulana Kisi Din (3)
Kash Purnam Dhayare Nabi Mein
Haale Ghum Mustafa Ko Sunaoo (2)
Thamkar Unre Rooze Ki Ji

Bhardhojholi Meri Ya Muhammadh
Lautkar Mai Na Jaoonga Khali

Important Notice:
Mediaislam.com is mainly optimized for Mozilla Firefox Browser. Please click the button below to download & install it. It's free, fast and simple to use.


Google

You need real player software to play the media files. Please click the image to download the free player
© mediaislam.com