HomeLive BroadcastAudio VideoBooksGalleryLyrics
Members Login | Not yet a member? Sign Up Now! It's Free!
Arabic
Hamd
Qaseeda
Salaam
Mawlid
Urdu
Naat Shareef
Salam
Qawwali Shareef
Hamd & Munajaat
Qaseeda
Ghazal
Mankabats
English
English Praise Songs
Tamil
இறைத் துதி
நாயகம் துதி
உர்து - தமிழ் புகழ்பா
ஸஹாபாக்கள்
இறை நேசர்கள்
புனித நாள்கள்
Punjabi
Naat Shareef
Milta Hai Kya Namaz Main

Milta Hai Kya Namaz Main
(Whats Found In Prayers?)

Allah Ke Huzoor Mein Sir Ko Jhuka Ke Daikh

Allah Keee, Allah Ke Huzoor Mein Sir Ko Jhuka Ke Daikh

Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh

Allah Ke, Allah Ke Huzoor Mein Sir Ko Jhuka Ke Daikh

Woh Khushnaseeb Hai Jisay Manzoor Hai Namaaz
Momin Ki Aabro Ka Ik Noor Hai Namaaz
Shaitaan Ki Pohonch Say Bohot Door Hai Namaaz
Dil Ko Khuda Ki Yaad Ka, Maskad? Bana Ke Daikh!

Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Allah Ke, Allah Ke Huzoor Mein Sir Ko Jhuka Ke Daikh

Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh

Birkat Hazaar Saath Milati Hai Yeh Namaaz
Jalwa Khuda Ka Saaf Dikhati Hai Yeh Namaaz
Bande Ko Apne Rub Say Milati Hai Yeh Namaaz
//Bande Ko Apne Rub Say, Bande Ko Apne Rub Say, Bande Ko Apne Rub Say Milati Hai Yeh Namaaz (Lead Vocal)
//Bande Ko Apne Rub Say Milati Hai Yeh Namaaz (Chorus)
//Bande Ko Apne Rub Say Milati Hai Yeh Namaaz (Lead Vocal)
Milnaaaaa, Milna Hai Gar Khuda Say, Musalla Bicha Ke Daikh!

Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh

Birkat Hazaar Saath Milati Hai Yeh Namaaz
Jalwa Khuda Ka Saaf Dikhati Hai Yeh Namaaz
Bande Ko Apne Rub Say Milati Hai Yeh Namaaz
//Bande Ko Apne Rub Say, Bande Ko Apne Rub Say, Bande Ko Apne Rub Say Milati Hai Yeh Namaaz
Milnaaaaa Hai Gar Khuda Say, Musalla Bicha Ke Daikh!

Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Allah Ke, Allah Ke Huzoor Mein Sir Ko Jhuka Ke Daikh

Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh

Munkir Nakeer Qabr Mei Pochein Gay Jab Hisaab
Daygi Namaaz Khudhi Namaazi Ka Her Jawab
Mit Jaye Ga Namaaz Say Sub Qabr Ka Azaab
//Mit Jaye Ga Naamz Say, Mit Jaye Ga Naamz Say, Mit Jaye Ga Naamz Say Sub Qabr Ka Azaab
Us Rabb-Ul-Alameen Say, Tu Lau Laga Ke Daikh!

Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Allah Ke, Allah Ke Huzoor Mein Sir Ko Jhuka Ke Daikh

Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh

Us Rub-E-Zuljalal Ki Marzi Namaaz Hai
Baqshish Ki Aur Najaat Ki Seerhi Namaaz Hai
Dirwaza-E-Bahisht Ki Kunji Namaaz Hai
//Dirwaza-E-Bahisht Ki, Dirwaza-E-Bahisht Ki, Dirwaza-E-Bahisht Ki Kunji Namaaz Hai
Sub Kuch Mile Ga, Khud Ko Namaazi Bana Ke Daikh!

Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Allah Ke, Allah Ke Huzoor Mein Sir Ko Jhuka Ke Daikh

Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh

Woh Rub-Ul-Alameen Hai Mukhtaar Hai Wohi
Rehman Hai Raheem Hai Gaffar Hai Wohi
Beshak Teri Namaaz Ka Haqdaar Hai Wohi
//Beshak Teri Namaaz, Beshak Teri Namaaz, Beshak Teri Namaaz Ka Haqdaar Hai Wohi
Naraaz Ho Na Jaye Wo, Bande Khuda Ke Daikh!

Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Allah Ke, Allah Ke Huzoor Mein Sir Ko Jhuka Ke Daikh

Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Aaa... Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh
Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh

Aaa... Milta Hai Kya Namaaz Mei, Sajde Mein Ja Ke Daikh, Aray Sajde Mein Ja Ke Daikh
Sajde Mein Ja Ke Daikh
Sajde Mein Ja Ke Daikh
Sajde Mein Ja Ke Daikh

Sajde Mein Ja Ke Daikh
Sajde Mein Ja Ke Daikh
Sajde Mein Ja Ke Daikh
Sajde Mein Ja Ke Daikh

Sajde Mein Ja Ke Daikh
Sajde Mein Ja Ke Daikh
Sajde Mein Jaaaa Ke Daaaikh
Sajde Mein Ja Ke Daaaaaaaaaaikh

--------------------------------------------------------------------------------

Huzoor = Presence Of Superior Authority, Your Highness!
Sadje (altr. Sajda) = Prostration (i.e. To put or throw flat with the face down, as in submission or adoration)
Musalla = Armed, Equipped
Lau = Devotion, Attention

Important Notice:
Mediaislam.com is mainly optimized for Mozilla Firefox Browser. Please click the button below to download & install it. It's free, fast and simple to use.

Google

You need real player software to play the media files. Please click the image to download the free player
© mediaislam.com